Curry Verse Lyrics – Lashcurry

Picture of Yubraj Shrestha

Yubraj Shrestha

“PROMOTE YOUR COVER SONG FOR FREE”

The track “Curry Verse Lyrics” is written, performed, and sung by Lashcurry. The music is produced by Aditya Pushkarna, with Lashcurry as the primary artist and cast.

Song Title Curry Verse
Singer
Lashcurry
Lyrics
Lashcurry
Music
Aditya Pushkarna
Language
Hindi
Release Date On .
Nov 9, 2024

Curry Verse Lyrics

Lyrics in English
Lyrics In Hindi
English Translation

“Lyricist Lashcurry " Yeh Gaana Toh Salah Mashwara Hai Yeh Bheja Bewajah Pak Chuka Hai Aao Tumhe Shararat Dikha Doon Jo Bhida Woh Kahan Bach Saka Hai Yeh Gaana Toh Salah Mashwara Hai Yeh Bheja Bewajah Pak Chuka Hai Aao Tumhe Shararat Dikha Doon Jo Bhida Woh Kahan Bach Saka Hai Mein Bhajano Mein Gaane Wala Mein Tabla Bajane Wala Mein Sabko Nachane Wala Yahan Yahan Wahan Wahan Chhaane Wala Sunu Main Moose Wala Sunu Main Nyoliwala Main Gadar Machane Wala Mere Saath Mohche Wala Tede Mede Mere Kaam Nashe Bhi Bhede Bhede Meri Jaan Savere Na Dekhe Gande Parinaam Kacheri Se Bhaage Bande Tadipaar Galey Mein Chain Nahi Tola Pachaas Mein Bola Nahi Jhooth Hai Bhola Gawaah Tera Knowledge Ke Naam Pe Jhola Bhara Tu Ne Sawde Naam Pe Dhoka Kara Chhote Ghoda Bada Thoda Ghoda Bada Bole Tola Anga Maine Bola Mana Gaadi Ruki Nahi Na Ki Daroga Khada Maine Bola Khara Mera Auda Bada Dhanda Khatam Takhtapalat Banda Dafan Mattha Bhanak Mann Ka Wehem Main Banda Saras Main Banda Galat Tu Thanda Baraf Lafda Alert Toh Janta Double Ganda Nahi Keechad Ganda Kamal Fanda Amal Toh Tangta Badan Sasta Kafan Dus Ka Baje Gaadi Mein Cardi B Khaali Chalegi Party Bhi Kaali Safari Mein Chaar Hi Sawari Toh Jaari Jawani Yahan Saare Khiladi Madira Ke Aadi Nachaate Madari Aage Bande 10 Mere Bande Thass Wannabe Gangster Yeh Thande Dutt Monday Skip Kiya Sunday Pub Mann Bole Hater’o Ko Matt De Waqt Kaisa Matbhed Ab Curry Ki Baatein Curry Ke Gaane Curry Ka Sab Kuch Alag Tareeka Matt Poochh Magar Tareeka Matt Poochh Magar Curry Ki Baatein Curry Ke Gaane Curry Ka Sab Kuch Alag Tareeka Mat Poochh Magar Mera Circle Dark Rakhun Aankhon Ke Neeche Bidi Bandal Baaz Bande Salaakhon Ke Peechhe Bachpan Auzaaro Mein Beete 100 Mein Se 30 Ho Gayi Aatmahatya Aur 70 Bazaaron Mein Bik Gaye Aaye Thae Aandhi Jawabon Ki Leke Par Hum Toh Sawalon Ki Barish Mein Bheeg Gaye Nafrat Kitabon Mein Nahi Thi Shaq Mera Insaano Pe Sahi Tha Yeh Kar Denge Desh Ko Khokla Kehna Mein Chah Raha Bas Yahi Tha Na Sheher Mera Rajdhani Dilli Aur Area Bhi Dharavi Nahi Tha Haan Sheher Mein Saadhan Ki Kami Thi Ghisne Ke Alawa Chaara Hi Nahi Tha Woh Launde Bhi Mandir Ko Ja Rahe Jo Pade Na Kabhi Maa Baap Ke Paer Poore Mahina Maas Aur Madira Daru Mein Bhand Hoke Naapte Sheher Khushi Mein Shamil Nahi Karte Gharwalon Ko Mehfil Saji Lekin Saath Mein Gair Kaam Nahi Aata Karate Ladai Mein Katto Ke Aage Yahan Kaanpte Sher Woh Bolte Chhod De Rap Mein Bolta Chhod De Salah Dena Maa Bolti Dikha Ke Lal Jhandi Saari Dikkat Ko Beta Tu Hara Dena Meri Aatma Lagegi Koodne Maiyyat Pe Gaane Yeh Chala Dena Bolun Ishwar Se Agle Janam Mein Bhi Yehi Awaz Aur Yahi Gala Dena Maine Dekha Hai Kutton Ko Bhaunkte Biscuit Na Milne Pe Maalik Ko Nochte Yeh Youth Se Baat Karalo Har Topic Pe Rajneetik Muddon Ko Chhod Ke Kya Kha Loon Mein Maa Ki Kasmein Shayad Baato Mein Phir Aa Jaaye Yakeen Mhare Baap Ki Aatma Bhi Ro Degi Jab Khoon Ke Rishton Mein Aa Jaaye Zameen Kari Galtiyan Par Kiya Gunah Na Holy Shit Aaj Maanoge Bura Na Mera Kaam Hai Dardon Ko Bhulana Mera Naam Hai Mardon Mein Purana Ayushman Boli Maa Mujhe Khurana Mujhe Kagaz Ka Plane Hi Udana Na Rehta Time Araam Se Sula Na Lash Curry Hai Kya Brr.. Yeh Gaana Toh Salah Mashwara Hai Yeh Bheja Bewajah Pak Chuka Hai Aao Tumhe Shararat Dikha Doon Jo Bhida Woh Kahan Bach Saka Hai Yeh Gaana Toh Salah Mashwara Hai Yeh Bheja Bewajah Pak Chuka Hai Aao Tumhe Shararat Dikha Doon Jo Bhida Woh Kahan Bach Saka Hai End Lyrics

“Lyricist Lashcurry " “Currently, Hindi lyrics are not available due to low demand. If you want lyrics in Hindi, you can send a message by clicking the button in the bottom right corner and request Hindi lyrics. End Lyrics

“Lyricist Lashcurry " “Currently, English translation lyrics are not available due to low demand. If you want lyrics in English translation, you can send a message by clicking the button in the bottom right corner and request English translation lyrics. End Lyrics

Curry Verse Official Music Video

Share This Post

Promote my YouTube cover song For Free
OR
Direct Chat With Me