Jag Ghoomeya Lyrics In English – Sultan | Rahat Fateh Ali Khan

Picture of Yubraj Shrestha

Yubraj Shrestha

“PROMOTE YOUR COVER SONG FOR FREE”

The song “Jag Ghoomeya Lyrics” from the album “Sultan” (2016) is sung by Rahat Fateh Ali Khan, with lyrics by Irshad Kamil and music by Vishal & Shekhar

Song Title Jag Ghoomeya
Singer
Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics
Irshad Kamil
Music
Vishal & Shekhar
Language
Hindi
Release Date On ........
Aug 24, 2016

Jag Ghoomeya Lyrics

Lyrics in English
Lyrics In Hindi
English Translation

“Lyricist Irshad Kamil" Ho Ho Ho Ho Ho… Na Woh Ankhiyan Roohani Kahin Na Woh Chehra Noorani Kahin Kahin Dil Wali Baatein Bhi Na Na Woh Sajri Jawani Kahin Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koyi Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koyi Na Toh Hansna Roomani Kahin Na Toh Khushbu Suhani Kahin Na Woh Rangli Adayein Dekhin Na Woh Pyari Si Nadani Kahin Jaisi Tu Hai Waisi Rehna Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koyi Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koyi Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koyi Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koyi Baarishon Ke Mausamon Ki Bheegi Hariyali Tu Sardiyon Mein Gaalon Pe Jo Aati Hai Woh Laali Tu Raaton Ka Sukoon.. Raaton Ka Sukoon Bhi Hai Subah Ki Azaan Hai Chahaton Ki Chadaron Mein Maine Hai Sambhali Tu Kahin Aag Jaisi Jalti Hai Bane Barkha Ka Paani Kahin Kabhi Mann Jaana Chupke Se Yoon Hi Apni Chalani Kahin Jaisi Tu Hai Waisi Rehna Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koyi Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koyi Apne Naseebon Mein Ya Haunsle Ki Baaton Mein Sukhon Aur Dukhon Wali Saari Saugaton Mein Sang Tujhe Rakhna Hai.. Sang Tujhe Rakhna Hai Toone Sang Rehna Meri Duniya Mein Bhi Mere Jazbaton Mein Teri Milti Nishani Kahin Jo Hai Sabko Dikhani Kahin Tu Toh Jaanti Hai Mar Ke Bhi Mujhe Aati Hai Nibhani Kahin Wohi Karna Jo Hai Kehna Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koyi Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koyi Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koyi Jag Ghoomeya Thaare Jaisa Na Koyi End Lyrics

“Lyricist Irshad Kamil" “Currently, Hindi lyrics are not available due to low demand. If you want lyrics in Hindi, you can send a message by clicking the button in the bottom right corner and request Hindi lyrics. End Lyrics

“Lyricist Irshad Kamil" “Currently, English translation lyrics are not available due to low demand. If you want lyrics in English translation, you can send a message by clicking the button in the bottom right corner and request English translation lyrics. End Lyrics

Jag Ghoomeya Official Music Video

Share This Post

Promote my YouTube cover song For Free
OR
Direct Chat With Me